Thursday, October 7, 2010

Guzarte Lamha

Guzarte lamho me sadiya talash karta hoon
Ye meri pyas hai nadiya talash karta hoon,
Yahan to log ginate hai khubiya apni
Main apne aap me aapni kamiya talash karta hoon.............

No comments:

Post a Comment